aajzi poetry in urdu 10 best sher

read aajzi poetry in urdu

aajzi poetry in urdu

زندہ رکھی ہیں بزُرگوں کی روایتیں ہم نے

دُشمن بھی مِلے تو عاجزی سے مِلتے ہیں

zinda rakhi hain bazurgon ki rawaitain hum nay

dushman bhi milay tu aajzi say miltay hain

عاجزی آج ہے ممکن ، نہ گر ہو کل مُجھ میں

اس طرح عیب نہ نکالو مُسلسل مُجھ میں

aajzi aaj hai mumkin, na gar ho kal mujh main

iss tarah aiib na nikalo musalsil mujh main

اب دیکھنا ہے مُجھ کو تیرے آستاں کا ظرف

سر کو جھُکا رہا ہوں بڑی عاجزی کے ساتھ

ab dekhna hai mujh ko tery aastan ka zaraf

sar ko jhuka raha hoon barri aajzi kay sath

کِسی کے راستے کی خاک میں پڑے ہیں ظفرؔ

متاعِ عمر یہی  عاجزی نِکلتی ہے

kisi kay rastay ki khak main parray hain zafar

matta e umer yahi ajzi nikalti hai

aajzi poetry in urdu

اس عاجزی سے کیا اس نے میرے سر کا سوال

خود اپنے ہاتھ سے تلوار توڑ دی میں نے

iss aajzi say kiya us nay mery sar ka sawal

khud apnay hath say talwar torr di main nay

اتنے بھی محترم نہیں ہیں آپ

عاجزی میری تربیت ہے

itnay bhi muhtram nahi hain aap

aajzi meri tarbiyat hai

تیری سادگی تیری عاجزی ، تیری ہر ادا کمال ہے

مُجھے فخر ہے، مُجھے ناز ہے ، میرا یار بے مثال ہے

teri sadgi teri aajzi, teri har ada kamal hai

mujhy fakhar hai mujhy naz hai, mera yaar baynisal hai

read more

aajzi poetry in urdu

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top