Ghazal

aashiyane ki baat karte ho lyrics urdu best

read aashiyane ki baat karte ho lyrics urdu

آشیانے کی بات کرتے ہو

دِل جلانے کی بات کرتے ہو

ashiyanay ki baat karty ho

dil jalanay ki baat karty ho

ساری دٌنیا کے رنج و غم دے کر

مٌسکرانے کی بات کرتے ہو

sari duniya kay ranj o gham day kar

muskurany ki baat karty ho

ہم کو اپنی خبر نہیں یارو

تم زمانے کی بات کرتے ہو

hum ko apni khabar nahi yaro

tum zamany ki baat karty ho

aashiyane ki baat karte ho lyrics urdu

ذکر میرا سٌنا تو چڑھ کے کہا

کس دیوانے کی بات کرتے ہو

zikar mera suna tu chirrh kay kaha

kis dewany ki baat karty ho

حادثہ تھا گٌزر گیا ہو گا

کس کے جانے کی بات کرتے ہو

hadsa tha guzar giya ho ga

kis kay janay ki baat karty ho

besturdu

Recent Posts

vo na aye ga hamain maloom tha

Read vo na aye ga hamain maloom tha vo na aye ga hamain maloom tha…

1 day ago

Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad

Read Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad عید کے دن نہ…

3 weeks ago

Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga

Read Read saqi amrohvi sher Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga منزلیں لاکھ کٹھن…

1 month ago

Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay

Read Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay یہ بھی کوئی کمائی ہے…

1 month ago

ramzan poetry in urdu|10 roza poetry in urdu

Read ramzan poetry in urdu, roza poetry in urdu دِل میں پھر سے خوشیوں کا…

2 months ago

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya بجھنے سے جس چراغ نے انکار کر…

5 months ago

This website uses cookies.