ahmad faraz poetry in urdu 20 famous sher

read ahmad faraz poetry in urdu best

میں وہاں ہوں جہاں جہاں تم ہو

تم کروگے کہاں کہاں سے گریز

main wahan hoon jahan jahan tum ho

tum karo gaiy kahan kahan say gurez

Ahmed Faraz shayari

Download Image

Ahmed Faraz shayari

زندگی سے یہی گِلہ ہے مُجھے

تو بہت دیر سے مِلا ہے مجھے

zindagi say yahi gilla hai mujhay

tu buhat dair say milla hai mujhay

دوست بن کر بھی نہیں ساتھ نبھانے والا

وہی انداز ہے ظالم کا زمانے والا

dost ban kar bhi nahi sath nibhanay wala

wohi andaz hai zalim ka zmanay wal

وہ مروت سے مِلا ہے تو جھٌکا دوں گردن

میرے دٌشمن کا کوئی وار نہ خالی جاۓ

wo marrawat say mila hai tu jhuka doon gardan

mery dushman ka koi war na khali jaye

کِسی کو گھر سے نِکلتے ہی مِل گٸ منزل

کوٸ ہماری طرح عٌمر بھر سفر میں رہا

kisi ko ghar say nikaltay hi mil gai manzil

koi hamari tarah umer bhar safar main raha

ahmad faraz poetry in urdu

تُم تُکلف کو بھی اِخلاص سمجھتے ہو فرازؔ

دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ مِلانے والا

tum tukalaf ko bhi ikhlas samajhtay ho faraz

dost hota nahi har hath milanay wala

بندگی ہم نے چھوڑ دی ہے فراز

کیا کریں جب لوگ خُدا ہو جائیں

bandagi hum nay chorrr di hai fraz

kiya karain jab log khuda ho jain

کچھ تو مرے پندارِمحبت کا بھرم رکھ

تُو بھی تو کبھی مجھ کو منانے کے لیے آ

kuch tu mery pindar e muhabbat ka bharam rakh

tu bhi tu kabhi mujh ko mananay kay liye aa

دل کو تیری چاہت یہ بھروسہ بھی بہت ہے

اور تجھ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا

dil ko teri chahat pay bhrosa bhi buhat hai

aur tujh say bichar janay ka darr bhi nahi jata

اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم

یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم

ab aur kiya kisi say marasam barrhain hum

ye bhi buhat hai tujh ko agar bhol jain hum

ahmad faraz shayari

رنجش ہی سہی دل ہی دکھانے کے لیے آ

آ پھر سے مجھے چھوڑ کے جانے کے لیے آ

ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa

aa phir se mujhe chhoD ke jaane ke liye aa

اب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں

جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں

ab ke hum bichhDe to shayad kabhi KHwabon mein milen

jis tarah sukhe hue phul kitabon mein milen

سنا ہے لوگ اسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں

سو اس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں

suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain

so us ke shahr mein kuchh din Thahar ke dekhte hain

اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں

کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہو جائیں

is se pahle ki be-wafa ho jaen

kyun na ai dost hum juda ho jaen

اب کے تجدید وفا کا نہیں امکان جاناں

یاد کیا تجھ کو دلائیں ترا پیمان جاناں

ab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaanan

yaad kya tujh ko dilaen tera paiman jaanan

ahmad faraz ghazal

یہ عالم شوق کا دیکھا نہ جائے

وہ بت ہے یا خدا دیکھا نہ جائے

ye aalam shauq ka dekha na jaaye

wo but hai ya KHuda dekha na jaaye

سلسلے توڑ گیا وہ سبھی جاتے جاتے

ورنہ اتنے تو مراسم تھے کہ آتے جاتے

silsile toD gaya wo sabhi jaate jaate

warna itne to marasim the ki aate jaate

آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا

وقت کے ساتھ ہے مجبور گزر جائے گا

aankh se dur na ho dil se utar jaega

vaqt ke sath hai majbur guzar jaega

اس نے سکوت شب میں بھی اپنا پیام رکھ دیا

اور فراز چاہئیں کتنی محبتیں تجھے

us ne sukut-e-shab mein bhi apna payam rakh diya

aur faraaz chahiyen kitni mohabbaten tujhe

غم دنیا بھی غم یار میں شامل کر لو

نشہ بڑھتا ہے شرابیں جو شرابوں میں ملیں

gham-e-duniya bhi gham-e-yaar mein shamil kar lo

nashsha baDhta hai sharaben jo sharabon mein milen

 

famous ghazals of ahmad faraz

ranjish hi sahi ghazal

Read more: ahmad faraz poetry in urdu

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top