Categories: urdu poets

akhtar raza saleemi poetry in urdu 10 best sher

read akhtar raza saleemi poetry in urdu

پھر اس کے بعد گِر گیا سونے کا بھاؤ بھی

اِک شام اس نے کان سے جھٌمکا اٌتارا تھا

phir us kay baad girr giya sonay ka bhao bhi

ik sham us nay kaan say jhumka utara tha

بسر کرنا اِسے مٌشکل نہیں ہے، مگر یہ زیست اس قابل نہیں ہے

ہمارا حال ہم سے کہہ رہا ہے، ہمارا کوئی مٌستقبل نہیں ہے

basar karna issay mushkil nahi hai, magar ye zeest iss qabil nahi hai

hamara haal hum say keh raha hai, hmara koi mustaqbil nahi hai

اب زمیں بھی جگہ نہیں دیتی

ہم کبھی آسماں پہ رہتے تھے

ab zameen bhi jaga nahi deti

hum kabhi aasman pay rehtay thay

akhtar raza saleemi poetry in urdu

پہلے تراشا کانچ سا اس نے میرا وجود

پھر شہر بھر کے ہاتھ میں پتھر تھما دئیے

pehlay trasha kanch sa us nay mera wajood

phir sheher bhar kay hath main patha thama diye

خواب گلیوں میں پھر رہے تھے اور

لوگ اپنے گھروں میں سوۓ تھے

khwab galiyoun main phir rahy thay aur

log apnay gharon main soye thay

گلے مِل کر بھی فاصلہ ساہے

آ گیا کوئی درمیاں میں کیا

galay mil kar bhi fasila sa hai

aa giya koi darmiyan main kiya

read more

akhtar raza saleemi poetry in urdu

 

besturdu

Recent Posts

sehmi hui hai jhonpri barish kay khauf say

sehmi hui hai jhonpri barish kay khauf say سہمی ہوئی ہے جھونپڑی بارش کے خوف…

1 day ago

kon zinda hai aur kon mar gaya

kon zinda hai aur kon mar gaya کون زندہ ہے اور کون مر گیا سانس…

2 weeks ago

muharram poetry in urdu 10 best sher

read muharram poetry in urdu باطل کے سامنے جو نہ جھٌکاۓ سر اپنا سمجھو کہ…

2 months ago

baba bulleh shah poetry in urdu 10 best sher

read baba bulleh shah poetry in urdu باہر صاف تے اندر میلا، مٌفت دی واہ…

2 months ago

khuda hafiz poetry in urdu top 10 sher

read khuda hafiz poetry in urdu آجاؤ جو محفل میں اِک جان سی آ جاۓ…

2 months ago

neend poetry in urdu best 10 sher

read neend poetry in urdu بِن تُمھارے کبھی نہیں آئی کیا میری نیند بھی تُمھاری…

2 months ago

This website uses cookies.