dagh dehlvi poetry in urdu best 15 sher

read best dagh dehlvi poetry in urdu

dagh dehlvi poetry in urdu

صورت ہی تٌم دِکھا دو تو ہو جاۓ گی شِفا

بیمارِ ہجر کو نہیں ہوتی دوا نصیب

surat hi tum dikha do tu ho jaye gi shifa

beemar e hijar ko nahi hoti dawa naseeb

تھک گۓ نامہٕ اعمال کو لِکھتے لِکھتے

کیا فرشتوں کا بٌرا حال بشر کرتے ہیں

thak gaye nama e amaal ko likhtay likhtay

kiya farishton ka bura haal bashar kartay hain

سب لوگ جدھر وہ ہیں اُدھر دیکھ رہے ہیں

ہم دیکھنے والوں کی نظر دیکھ رہے ہیں

sab log jidhar vo hain udhar dekh rahay hain

hum dekhnay walon ki nazar dekh rahay hain

ہزاروں کام محبّت میں ہیں مزے کے داغؔ

جو لوگ کچھ نہیں کرتے کمال کرتے ہیں

hazaron kam muhabbat main hain mazay kay dagh

jo log kuch nahi kartay kamal kartay hain

dagh dehlvi poetry in urdu

وفا کریں گے نبھائیں گے بات مانیں گے

تمہیں بھی یاد ہے کچھ یہ کلام کس کا تھا

wafa karain gaiy nibhain gaiy baat manain gaiy

tumhain bhi yaad hai kuch ye kalam kis ka tha

رخ روشن کے آگے شمع رکھ کر وہ یہ کہتے ہیں

ادھر جاتا ہے دیکھیں یا ادھر پروانہ آتا ہے

rukh e roshan kay aagay shamah rakh kar vo ye kehtay hain

idhar jata hai dekhain ya udhar parwana aata hai

میری طرح خُدا کرے تیرا کِسی پہ آئے دِل

تو بھی جگر کو تھام کہ کہتا پھرے کہ ہائے دِل

meri tarah Khuda karay tera kisi pay aaye dil

tu bhi jigar ko thàm keh kehta phiray keh haye dil

بیٹھے ہیں مُنہ پھیر کر وہ محفل میں

اِس سے بڑھ کر کوئی حجاب نہیں

baithay hain munh pher kar vo mehfil main

iss say barrh kar koi hijab nahi

read more

dagh dehlvi poetry in urdu

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top