Urdu Poetry

khuda hafiz poetry in urdu top 10 sher

read khuda hafiz poetry in urdu

آجاؤ جو محفل میں اِک جان سی آ جاۓ

اٌٹھ جاؤ جو محفل سے، محفل کا خٌدا حافظ

aa jao jo mehfil main ik jaan si aa jaye

uth jao jo mehfil say, mehfil ka khuda hafiz

بسملؔ کا خٌدا حافظ، قاتل کا خٌدا حافظ

تٌم جس پہ نظر ڈالو، اس دِل کا خٌدا حافظ

bismil ka khuda hafiz, qatil ka khuda hafiz

tum jis pay nazar dalo, us dil ka khuda hafiz

میری سب اٌمیدوں کا قاتل

وہ اِک لفظ تیرا خٌدا حافظ

meri sab umeedon ka qatil

vo ik lafz tera khuda hafiz

khuda hafiz poetry in urdu

کہا اس نے خٌدا حافظ، ہمیشہ خوش رہا کرنا

میں اس کے بعد کے لمحے یہاں لکھنے سے قاصر ہوں

kaha us nay khuda hafiz, hamesha khush raha karna

main iss kay baad kay lamhy yahan likhnay say qasir hoon

اَب تیرا اَے دِلِ بیتاب خٌدا حافظ

کر چٌکے ہم تو محبّت میں حفاظت تیری

ab tera aye dil e betab khuda hafiz

kar chuky hum tu muhabbat main hifazat teri

read more

khuda hafiz poetry in urdu

besturdu

Recent Posts

vo na aye ga hamain maloom tha

Read vo na aye ga hamain maloom tha vo na aye ga hamain maloom tha…

12 hours ago

Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad

Read Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad عید کے دن نہ…

3 weeks ago

Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga

Read Read saqi amrohvi sher Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga منزلیں لاکھ کٹھن…

1 month ago

Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay

Read Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay یہ بھی کوئی کمائی ہے…

1 month ago

ramzan poetry in urdu|10 roza poetry in urdu

Read ramzan poetry in urdu, roza poetry in urdu دِل میں پھر سے خوشیوں کا…

2 months ago

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya بجھنے سے جس چراغ نے انکار کر…

5 months ago

This website uses cookies.