urdu poets

mirza ghalib poetry in urdu best 10 sher

read mirza ghalib poetry in urdu

ان کے دیکھے سے جو آجاتی ہے منہ پر رونق

وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے

un kay dekhay say jo aa jati hai munh par ronaq

vo samjhtay hain beemar ka haal acha hai

عشق نے غالب نکما کر دیا

ورنہ بندے ہم تھے بڑے کام کے

ishq nay ghalib nakama kar diya

varna banday hum thay barry kam kay

یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا

اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا

ye na thi hamari qismat ke visal e yaar hota

agar aur jeetay rahtay yahi intizar hota

دُکھ دے کر سوال کرتے ہو

تُم بھی غالب کمال کرتے ہو

dukh day kar sawal kartay ho

tum bhi ghalib kamal kartay ho

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن

دل کےخوش رکھنے کو غالب یہ خیال اچھا ہے

hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin

dil kay khush rakhnay ko ghalib ye khyal acha hai

mirza ghalib poetry in urdu

حیرت ہوئی غالب تمہیں مسجد میں دیکھ کر

ایسا بھی کیا ہوا کہ خدا یاد آگیا

hairat hui ghalib tumhain masjid main dekh kar

aisa bhi kiya huwa key KHUDA yaad aa giya

بنا ہے شاہ کا مصاحب پھِرے ہے اِتراتا

وگرنہ شہر میں غالب کی آبرو کیا ہے

bana hai shah ka masahib phiry hai itrata

wagarna sheher main ghalib ki aabru kiya hai

ہو گا کوٸی ایسا بھی کہ غالبؔ کو نہ جانے

شاعر وہ اچھا ہے پر بدّنام بہت ہے

ho ga koi aisa bhi keh ghalib ko na janay

shayer wo acha hai par badnam buhat hai

اعتبارِ عِشق کی خانہ خرابی دیکھنا

غیرنے کی آہ لیکن وہ خفا مجھ پر ہُوا

aitbar e ishq ki khana khrabi dekhna

gher nay ki aah lekin vo khafa mujh par huwa

ہم کو فریاد کرنی آتی ہے

آپ سٌنتے نہیں تو کیا کیجیے

hum ko faryad karni aati hai

aap suntay nahi tu kiya kijye

جاتے ہُوئے کہتے ہو ، قیامت کو ملیں گے

کیا خوب ، قیامت کا ہے گویا کوئی دِن اور

read more

mirza ghalib poetry in urdu

besturdu

Recent Posts

vo na aye ga hamain maloom tha

Read vo na aye ga hamain maloom tha vo na aye ga hamain maloom tha…

1 day ago

Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad

Read Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad عید کے دن نہ…

3 weeks ago

Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga

Read Read saqi amrohvi sher Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga منزلیں لاکھ کٹھن…

1 month ago

Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay

Read Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay یہ بھی کوئی کمائی ہے…

1 month ago

ramzan poetry in urdu|10 roza poetry in urdu

Read ramzan poetry in urdu, roza poetry in urdu دِل میں پھر سے خوشیوں کا…

2 months ago

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya بجھنے سے جس چراغ نے انکار کر…

5 months ago

This website uses cookies.