mohsin naqvi 2 lines poetry in urdu best 20 sher

read mohsin naqvi 2 lines poetry in urdu

mohsin naqvi 2 lines poetry in urdu

سب جٌرم میری ذات سے منسوب ہیں مٌحسنؔ

کیا میرے سِوا اس شہر میں معصوم ہیں سارے

sab jurm meri zaat say mansoob hain mohsin

kiya mery siwa sheher main masoom hain sary

اے دِل تٌجھے دٌشمن کی بھی پہچان کہاں ہے

تٌو حلقۂ یاراں میں بھی مٌحتاط رہا کر

aye dil tujhy dushman ki bhi pehchan kahan hai

tu halqa e yarran main bhi mohtat raha kar

ہر گھڑی رإیگاں گٌزرتی ہے

زندگی اب کہاں گٌزرتی ہے

har gharri raygan guzarti hai

zindagi ab kahan guzarti hai

mohsin naqvi 2 lines poetry in urdu

جن کے آنگن میں غریبی کا شجر ہو مُحسنؔ

اُن کی ہر بات زمانے کو بُری لگتی ہے

jin kay aangan main ghareebi ka shajar ho mohsin

un ki har baat zamany ko buri lagti hai

مہینوں بعد ملنے کی خوشی اپنی جگہ محسنؔ

وہ ظالم جب بچھڑتا ہے تو حالت اور ہوتی ہے

mahinon baad milnay ki khushi apni jaga muhsan

vo zalam jab bicharrta hai tu haalat aur hoti hai

بچھڑ کےمُجھ سے کبھی تو نے یہ بھی سوچا ہے

ادھورا چاند بھی کِتنا اُداس لگتا ہے

bicharr kay mujh say kabhi tu nay ye bhi socha hai

adhora chand bhi kitna udas lagta hai

اِتنی قبریں نہ بناؤ میرے اندر محسنؔ

میں چراغوں کو جلاتے ہٌوۓ تھک جاتا ہوں

itni qabarain na banao mery ander mohsin

main chraghon ko jlatay huway thak jata hoon

read more

mohsin naqvi poetry in urdu

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top