Urdu Poetry

waqt ki pabandi poetry in urdu top 10 sher

read waqt ki pabandi poetry in urdu

وقت برباد کرنے والوں کو

وقت برباد کر کے چھوڑے گا

waqt barbad karny walon ko

waqt barbad kar kay chorry ga

سدا عیشِ دوراں دکھاتا نہیں ہے

گیا وقت پھر ہاتھ آتا نہیں ہے

sada aish e dauran dikhata nahin hai

giya waqt phir hath aata nahi hai

کہہ رہا ہے بہتا دریا وقت کا

قیمتی ہے لمحہ لمحہ وقت کا

اہلِ ہمت اپنی منزل پائیں گے

جو ہیں کاہل وہ پیچھے رہ جائیں گے

keh raha hai behta darya waqt ka

qeemti hai lamha lamha waqt ka

ehal e himmat apni manzil pain gaiy

jo hain kahil wo peechay reh jain gaiy

waqt ki pabandi poetry in urdu

تم چلو ساتھ اس کے یا نہ چلو

وقت رٌکتا نہیں زمانے کا

tum chalo sath iss kay ya na chalo

waqt rukta nahi zamany ka

جو ہر کام کرتا ہے وقت پر

ملے اس کو آرام شام و سحر

jo har kam karta hai waqt par

millay us ko aaram sham o seher

read more

waqt ki pabandi poetry in urdu

 

besturdu

Recent Posts

vo na aye ga hamain maloom tha

Read vo na aye ga hamain maloom tha vo na aye ga hamain maloom tha…

1 day ago

Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad

Read Eid Kay din na Sahi, kher Sahi Eid Kay baad عید کے دن نہ…

3 weeks ago

Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga

Read Read saqi amrohvi sher Manzilain lakh kathan aain guzar jaon ga منزلیں لاکھ کٹھن…

1 month ago

Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay

Read Ye bhi koi kmai hai k bas chulha jalay یہ بھی کوئی کمائی ہے…

1 month ago

ramzan poetry in urdu|10 roza poetry in urdu

Read ramzan poetry in urdu, roza poetry in urdu دِل میں پھر سے خوشیوں کا…

2 months ago

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya بجھنے سے جس چراغ نے انکار کر…

5 months ago

This website uses cookies.