allama iqbal poetry in urdu 20 famous sher

read allama iqbal poetry in urdu

allama iqbal poetry in urdu

پرواز ہے دونوں کی اِسی ایک فضّا میں

کرگس کا جہاں اور ہے شاہیں کا جہاں اور

parwaz hai dono ki issi aik fiza main

kargas ka jahan aur hai shaheen ka jahan aur

ڈھونڈتا پھرتا ہوں میں اقبال ؔاپنے آپ کو

آپ ہی گویا مُسافر آپ ہی منزل ہوں میں

dhundta phirta hun main iqbal apnay aap ko

aap hi goya musafir aap hi manzil hun main

بے محنت پیہم کوئی جوہر نہیں کھِلتا

روشن شررِ تیشہ سے ہے خانہء فرہاد

baymehnat peham koi johar nahi khilta

roshan sharar tesha say hai khana e farhad

ہو دید کا جو شوق تو آنکھوں کو بند کر

ہے دیکھنا یہی کہ نہ دیکھا کرے کوئی

ho deed ka jo shauq tu aankhon ko band kar

hai dekhna yahi keh na dekha kary koi

اٌٹھا ساقیا پردہ اس راز سے

لڑا دے ممولے کو شہباز سے

utha saqiya parda iss raaz say

larra day mamolay ko shehbaz say

allama iqbal poetry in urdu

جب عشق سِکھاتا ہے، آدابِ خود آگاہی

کھٌلتے ہیں غلاموں پر اسرارِ شہنشاہی

jab ishq sikhata hai aadab e khud aagahi

khultay hain ghulamon par israr e shehanshahi

میرا طریق امیری نہیں فقیری ہے

خودی نہ بیچ غریبی میں نام پیدا کر

mera tareeq ameri nahi faqeri hai

khudi na baich gharebi main naam paida kar

خودی میں ڈوب جا غافل ، یہ سر زندگانی ہے

نِکل کر حلقہ شام و سحر سے جاودان ہو جا

khudi main doob ja ghafil ye sar e zindagani hai

nikal kar halqa e sham o seher say javidan ho ja

مکر کی چالوں سے بازی لے گیا سرمایہ دار

انتہاۓ سادگی سے کھا گیا مزدور مات

makar ki chalon say bazi lay giya sarmaya dar

intha e sadgi say kha giya mazdoor maat

سِتاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں

ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں

sitaron say aagay jahan aur bhi hain

abhi ishq kay imthan aur bhi hain

تُو شاہین ہے پرواز ہے کام تیرا

تیرے سامنے آسماں اور بھی ہیں

tu shaheen hai parvaz hai kaam tera

tery samnay aasman aur bhi hain

کوئی اندازہ کر سکتا ہے اس کے زور بازو کا

نِگاہِ مردِمومن سے بدل جاتی ہیں تقدیریں

read more

allama iqbal poetry in urdu

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Discover more from Urdu Shayari

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading

Scroll to Top