Urdu Poetry

millat ka pasban hai muhammad ali jinnah lyrics in urdu

read millat ka pasban hai muhammad ali jinnah lyrics in urdu

مِلّت کا پاسباں ہے مُحمّد علی جناحؔ

مِلّت ہے جِسم و جاں ہے مُحمّد علی جناحؔ

millat ka pasban hai muhammad ali jinnah

millat hai jism o jaan hai muhammad ali jinnah

صدّ شُکر سر گرمِ سفر اپنا کارواں

اور میرِ کارواں ہے مُحمّد علی جناحؔ

saadd shukar sar garm e safar apna karwan

aur meer e karwan hai ———-

مِلّت ہوئی ہے زندہ پھر اس کی پُکار سے

تقدیر کی اذاں ہے مُحمّد علی جناحؔ

millat hui hai zinda phir us ki pukar say

taqdeer ki azaan hai ——-

millat ka pasban hai muhammad ali jinnah lyrics in urdu

لگتا ہے ٹھیک جا کے نشانے پہ اس کا تیر

ایسی کڑی کماں ہے مُحمّد علی جناحؔ

lagta hai theek ja kay nishanay pay us ka teer

aisi karri kaman hai ——-

اے قوم اپنے قائد اعظم کی قدر کر

اسلام کا نِشاں ہے مُحمّد علی جناحؔ

aye qaum apnay qaid e azam ki qadar kar

islam ka nishan hai ———-

تصّویرِ عزمِ جانِ وفا روحِ حریت

ہے کون بے گُماں ہے مُحمّد علی جناحؔ

tasweer e azam e jaan e wafa rooh e hurriyat

hai kaun beguman hai ——–

 

besturdu

Recent Posts

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya

bujhnay say jis charagh nay inkar kar diya بجھنے سے جس چراغ نے انکار کر…

5 days ago

sehmi hui hai jhonpri barish kay khauf say

sehmi hui hai jhonpri barish kay khauf say سہمی ہوئی ہے جھونپڑی بارش کے خوف…

3 months ago

kon zinda hai aur kon mar gaya

kon zinda hai aur kon mar gaya کون زندہ ہے اور کون مر گیا سانس…

4 months ago

muharram poetry in urdu 10 best sher

read muharram poetry in urdu باطل کے سامنے جو نہ جھٌکاۓ سر اپنا سمجھو کہ…

5 months ago

baba bulleh shah poetry in urdu 10 best sher

read baba bulleh shah poetry in urdu باہر صاف تے اندر میلا، مٌفت دی واہ…

5 months ago

khuda hafiz poetry in urdu top 10 sher

read khuda hafiz poetry in urdu آجاؤ جو محفل میں اِک جان سی آ جاۓ…

5 months ago

This website uses cookies.